Bakery style almond cake.
You can have Bakery style almond cake using 9 ingredients and 9 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Bakery style almond cake
- You need 200 of grm, maida.
- It’s 250 of grm, pisi chinni.
- You need 125 of grm, oil.
- You need 6 of ,ande.
- You need 50 of grm, kishmish.
- You need 100 of grm, Badam.
- Prepare 2 of tesp, baking powder.
- Prepare 1/2 of tesp vanilla extract.
- You need of Yellow food colour (optional).
Bakery style almond cake instructions
- Sab se pehly AK bowl mein ande, chinni aur oil daal kar ache se beat karain ke sab chezain ache se Hal ho jain..
- Ab is mein baking powder, vanilla extract aur yellow food colour shamil karain aur ache se mix kar lain..
- Phir is mein Kishmish aur Badam shamil karain aur mix kar lain..
- Ab is mein maida shamil kar lain aur ache se mix kar lain..
- Ab 2 pounds cake mold ki base pe Badam set karain aur uper cake better daal kar 180 per bake kar lain..
- Bake ho jae to 5 minutes ke liye chor dain ke Thora thanda ho jae..
- Ab mold se nikalain aur butter pepper hata dain..
- Ab is per shehad ya Mango jam laga lain ke soft aur shiny ho jae. (Ye optional hai.).
- Mazedaar bakery style almond cake tayar hai..