Chocolate Swiss Roll.
You can have Chocolate Swiss Roll using 11 ingredients and 12 steps. Here is how you achieve it.
Ingredients of Chocolate Swiss Roll
- Prepare 4 of egg large size.
- You need 1/3 cup of sugur.
- It’s 1 tsp of vanilla essence.
- Prepare 40 ml of milk.
- It’s 40 ml of oil.
- It’s 3/4 cup of flour.
- You need 1 tsp of baking powder.
- It’s 1/4 cup of coco powder.
- You need 1 cup of weep cream (sweet).
- You need 60 gram of cooking chocolate.
- You need 4 tbsp of cream.
Chocolate Swiss Roll step by step
- Sub sy pehle egg whites ko high speed par beat kar lein stiff peaks proms ho jain.
- Dosry bowl main egg yolks main sugur add kar ke beat krein ache sy beat ho jaye tu vanilla essence add krein.
- Milk, oil add kar ke beat krein.
- Phir egg yolks ke better main hi flour, baking powder, coco powder chan kar add krein aur beat krein sub ache sy mix ho jaye.
- Aub egg whites ko egg yolks ke mixture main add kar ke fold krein.
- Baking dish ko butter pepper sy cover kar oil sy gress krein aur cake ka mixture dal dein.
- Aub preheat oven main 180 par 10 min ke liye bake kar lein.
- Aub batter pepper par coco powder chirak kar side par rakhein aur bake cake ko nekal kar is coco powder lage pepper par ulat kar nekal lein aur garam garam hi roll kar lein batter pepper main aur cool hone dein.
- Aub cooking chocolate main 4 tbsp cream add kar ke dabble boiler main chocolate malt kar lein.
- Aub ek cup weep krein ko ache sy weep kar lein stiff peaks ban jain.
- Aub weep krein main malted chocolate mix kar ke weep krein.
- Aub Swiss roll jab cool ho jaye tu us ko khol kar seedha krein aur us par chocolate cream spreed kar dein aur dobara roll kar ke 1 hour ke liye fridge main rakh dein phir jesay chahein decorate kar lein.