Spinach Swiss Roll.
You can have Spinach Swiss Roll using 11 ingredients and 6 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Spinach Swiss Roll
- Prepare 1/2 cup of maida.
- You need 50 g of palak leaves.
- You need 1/2 cup of dahi.
- Prepare 1 cup of Powdered sugar.
- Prepare 1/2 teaspoon of baking soda.
- It’s 1 teaspoon of baking powder.
- Prepare 2 spoon of oil.
- Prepare 50 g of butter.
- It’s as required of Milk for batter.
- It’s as needed of Mixed fruit jam.
- It’s 1/2 cup of Desiccated coconut.
Spinach Swiss Roll instructions
- Maida, powdered sugar baking powder aur soda ko sieve karle.
- Palak ko 5 miniute ubalte hue pani me dalkar blanch karle aur nikal kar thanda pani me dhokar mixi me paste banale.
- Fir dahi, palak paste,oil ko achhse fent le aur usme maida wale dry mixture mix karle aur jarurat ke hisab se milk add karke karib 10 miniute tak beat karein us mixture ko.
- Fir baking tray ko oil se grease karein cooker me 1 cup namak rakhe uske upar ek stand rakhe cake tin rakhe aur cooker ko 5 miniute preheat karein fir batter ko tin me dalkar cooker ka dhakan lagae siti aur rubber nikal le aur cake ko 20/30 miniute tak bake hone de.
- Fir cake ko nikal le agar thick bana he toh knife se ek layar kat kar hatale taki cake patla ho jaye nehi toh aise hi rehne de.
- Fir cake ke upar thoda jam spread karein fir desiccated coconut aur powdered sugar aur butter mix karle aur jam ke upar us mixture ko spread karein fir roll karein dono taraf se cut karke alag se nikal le aur ek hi size ke pieces cut karke plate me Swiss rolls serve karein.