Recipe: Perfect Hidden heart cake (baked in pateela oven)

Hidden heart cake (baked in pateela oven).

Hidden heart cake (baked in pateela oven) You can cook Hidden heart cake (baked in pateela oven) using 14 ingredients and 11 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Hidden heart cake (baked in pateela oven)

  1. Prepare of First better.
  2. It’s 1 cup of maida.
  3. You need 10 tbsp of sugar.
  4. You need 1 tsp of vanila ess.
  5. Prepare Half of cup oil.
  6. You need 1 tsp of baking powder.
  7. Prepare 3 of eggs.
  8. You need of For second better.
  9. You need 2 cup of maida.
  10. Prepare 14 tbsp of sugar.
  11. Prepare 2 tsp of vanila ess.
  12. Prepare 5 of eggs.
  13. Prepare 1 cup of oil.
  14. Prepare 1 tsp of orange colour.

Hidden heart cake (baked in pateela oven) step by step

  1. Subse phele eggs ko ek saf bowl me dal ke beat karen ke double hojaye..
  2. Ab pisi hui cheeni dal ke beat karen creamy hojaye to oil add karen r 2 min beat karen.phir vanila ess add karen..
  3. Ab maida r baking powder ko 2 bar chaan lein..
  4. Egg mixture me add karen r ache se mix kar lein..
  5. Mold ko grease kar lein r better ko mold me dal ke counter pe tap kar lein ta ke air bubble nikal jayen.pateele ko 15 min medium flame pe stand rakh ke preheat kar lein r phir mold ko rakh ke 30 min medium slow flame pe bake kar lein..
  6. Bake hojaye to nikal lein r thora thanda hone pe mold se nikal lein.slice me cut karen r heart shape ke cutter se heart cut kar lein..
  7. Ab 2nd cake ke liye 5 eggs ko beat karen double hojayen to sugar add kar ke creamy hone tak beat karen r oil add kar ke 2 min beat kar lein..
  8. Vanila ess add kar lein dry ingre ko chan lein..
  9. Better me orange colour mix kar lein r phir maida r baking powder add karte hue ache se mix kar ke better ready karen.phir grease hue mold me thora better add karen r cut hue hearts ko center me pic me jis tarah show hai us tarah set kar lein..
  10. Baki ka better uper dal dein.r pre heated pateele me 30 min medium slow flame pe bake kar lein..
  11. Bake hone ke baad mold se nikal ke thanda hine dein phir cut karen r serve karen..