Choco filled Biscuit Swiss Roll.
You can have Choco filled Biscuit Swiss Roll using 8 ingredients and 19 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Choco filled Biscuit Swiss Roll
- You need 12 of biscuit Orea.
- You need 12 of biscuit Tuc.
- It’s 12 of biscuit Canday.
- You need 6 tbsp of Condensed milk.
- You need 2 of chocolate bar.
- It’s 5-6 of cherries for garnish (cut in small pieces).
- You need 1/2 tsp of butter for greasing.
- You need of desiccated coconut for sprinkle.
Choco filled Biscuit Swiss Roll instructions
- Tamam ingredients ko ik jaga kar lein..
- Orea biscuit ki cream alag kar lein..
- Biscuits ke chotay piece kar lein ta ke grind me asani ho..
- Grind kar ke strainer se strain kar lein..
- Condensed milk ki madad se grinded biscuit ko alag alag goondh lein..
- Har dough ko alag alag rakhen..
- Chocolate bar ki chocolate ko hot water ke uper rakh ke melt kar lein jitni filling me dalni ho.ap isme nuts ko grind kar ke b mila sakte hain..
- Ik plastic par butter se greasing karen.
- Is plastic ke half par dough rakh ke half se cover kar ke isko bail lein..
- Her dough ko alag alag bail ke phaila lein.
- Yahan oreo biscuit last me spread ki hai ta ke is ki waja se dusre biscuit black na hun.
- Phir teeno ko ik ke upar ik rakh ke layer bana lein..
- Mid me chocolate fill karein aur halkay hath se roll karte jayen..
- Roll ke corners ko b cover karna hai.
- Phir isko 3-4 hr ke liye fride me rakh dein. After freezing ye set ho chuka hoga.iski plastic hata lein..
- Phir is ke slice kar lein.
- Then melted chocolate, cherries aur coconut se garnish kar lein..
- Now it's ready to serve..
- Ap isay fridge me rakhen ya bahar ye 3-4 days kharab nahi hunge..